Tune jo na kaha...

So wicked.. Unable to take it off my head.. :)

Tune jo na kaha Mein woh sunta raha Khamakha Bewajah Khwaab Bunta raha...

Jaane kiski hamein lag gayi hai nazar Is Shehar mein Na apna thikana raha Koi chaht se main apni chalta raha...

Dard pehle se hai jyaaada Khud se phir yeh kiya vaada Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan..

Abb Na pehli si baatein hai Bolo to Lab thartharatein hai Raaz yeh dil ka na ho bayaan Hogaya ke asar koi humpe nahin Hum safar mein to hai Humsafar hai nahi...

Door jaata raha Paas aata raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha..

Aaya woh phir Nazar aise Baat chhidne lagi phir se Aankhon mein chubhta kal ka dhuan...

Haal tera na humsa hai Is khushi mein kyon gumsa hai Basne laga kyon phir woh jahan Woh jahan dur jis se gaye the nikal Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal...

Lambha beeta hua ,Dil Dukhata raha...

Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha...

Tune jo na kaha Mein woh sunta raha Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha...

Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is Shehar mein Na apna tikana raha Koi chahat se abb apni chalta raha...

Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha..


Comments

  1. Markdown is allowed. HTML is not allowed.